The poet ranks far below the painter in the representation of visible things, and far below the musician in that of invisible things -Leonardo Da Vinci
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
jeene ka ab to haye
jeene ka ab to haye
bahana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
malum na tha pal me badalta hai ye jaha
malum na tha pal me badalta hai ye jaha
badalta hai ye jaha
pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
jiske subah sham
wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
nigahe bhi kya kare
mushkil se teer tana nishana badal gaya
mushkil se teer tana nishana badal gaya
jeene ka ab to haye
jeene ka ab to haye bahana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya