jag ke sab lok laz mana taz dogi aaj
jag ke sab lok laz mana taz dogi aaj
phir bhi bairi samaaj
phir bhi bairi samaaj mane na har
chori chori aaiyo radhe
kahe ghunghata uthaye milne kanha se jaye
kahe ghunghata uthaye
kahe ghunghata uthaye milne kanha se jaye
briz me badnam hoye
briz me badnam hoye chal denge sare
chori chori aaiyo radhe
jamuna kinare basuri pukare
chori chori aaiyo radhe
matwale pal ye kar gaye pagal re
kya jane mosam ne likh diya kajal se
matwale pal ye
o mere sathi o mere apne
teri in baho me sach honge sapne
wo sapne chun kar mai bandhungi aanchal se
matwale pal ye
apni masti me mai hu khoyi si
kuch mai jagi si kuch hu soyi si
apni masti me mai hu khoyi si
kuch mai jagi si kuch hu soyi si
beet gaye gunj rahe ab meri payal se
matwale pal ye
ye mehki mehki har pal raat dhale
aa mil jaye hum tum aaj gale
ambar me jese mile badal badal se
matwale pal ye kar gaye pagal se
kya jane mosam ne likh diya kajal se
matwale pal ye
tere mere liye, taro ke diye
ye rat le kar, kabse phire jagi jagi
tere mere liye, taro ke diye
ye rat le kar, kabse phire jagi jagi
aao karo koi jatan tere bina dharti gagan
lagate hai bairagi
ye baharo ki dulhan, mausam ke hai sath magan
jane kab hoga magar, tera mera madhur milan
kab talak tarasenge ye, pyase pyase mere nayan
aao karo koi jatan tere bina dharti gagan
lagate hai bairagi
tere mere liye, taro ke diye
ye rat le kar, kabse phire jagi jagi
vakt aisa bhi kabhi aaye, dushman pe nahi
samne meet ho par, uski lage phir bhi kami
chandni kaisi hai ye, jise laga di hai agan
aao karo koi jatan tere bina dharti gagan
lagate hai bairagi
tere mere liye, taro ke diye
ye rat le kar, kabse phire jagi jagi
nile ambar ke tale, do yaha sathi mile
jhalke jhalke arma dil ke, lekar basane ghar chale
nile ambar ke tale, do yaha sathi mile
jhalke jhalke arma dil ke, lekar basane ghar chale
nile ambar ke tale
har ghadi din raina, chain ab aaye na
man kahe mera sathi, ab kahi jaye na
ye milan me koi, ab na sham dhale
nile ambar ke tale, do yaha sathi mile
jhalke jhalke arma dil ke, lekar basane ghar chale
nile ambar ke tale
jindagi me aise din, kabhi aate hai
rasmo ke bandhan me, meet bandh jate hai
phir mahak uth te hai, tan ke phul khile
nile ambar ke tale, do yaha sathi mile
jhalke jhalke arma dil ke, lekar basane ghar chale
nile ambar ke tale