Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aahutee/Bharat-Ka-Bhai-Lachhm
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam

bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

raam ki lila aparampaar raam ki lila aparampaar
raam ki rachna ye sansaar, raam ki puja jivan pyar
paani pawan gangan dharti sab kare pranam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
mandir ja ya mann me dekh mandir ja ya mann me dekh
satal jagat me wo hai ek lekin uske roop anek
wohi parvati shiv, wohi raadha ka shyam